खुदा ये कैसा फैसला तेरा,
क्या मेरी मोहब्बत थी झुठी,
उनको उनका प्यार मिला,
मुझसे किस्मत क्यों रूठी,
वो नही मिले क्यों मुझको?
इस पर जवाब खुदा का आया,
तुने सच्चे दिल से उसकी खुशीयाँ माँगी,
तभी तो उसे उसका प्यार मिल पाया,
………………………….Shubhashish(2004)
Tags: कला, कविता, खुदा ये कैसा फैसला, मुक्तक, शायरी, शुभाशीष, शेर, Kavita, muqtak, shayari, Shayari - Muqtak, Sher, Shubhashish




oh kya gehri baat kahi wah,sache dil se khushiyan mangi,aur unko mil gayi sundar
बढ़िया है.
वाह ! क्या बात है !
mehek ji aur sameer ji
aap ke milne wale lagatar tippadiyon ke liye bauht bahut dhanyavad.
@ abhishek ji
aap ka is blog par hardik swagat hai
Aasha karta hoon ki aap bhivishya me bhi yahan aate rahenge aur apni amulya tippadi dete rahenge
dhanyavad
kai khub kahi
dhanyavad hariyanvi ji
really wonderful lines…
kya kuch nahi keh diya in chand panktiyon mein
Dhanayavad Ravindra ji
manzil bhi uski thi
rasta bhi uska tha….
ek mai akela tha……
safar b uska tha kafila bhi uska tha…
sath sath chalne ki jid bhi uski thi
fr rasta badal lene ka faisla bhi uska tha….
aaj dil sawal krta hai khud se
log to uske the par kya khuda bhi uska tha….???!!!!
sm lines of sm of ur posts r touchy…
keep writing….
nd yaa th hilarious ones too r vry gud….
bahut he gahri hain ye panktiyan jo aap ne yahan likhi hain
is pratikriya k liye bahut bahut shukriya.
very good dear, tussi chha gaye
dhanyavad amit ji