मोहब्बत की मेरे इम्तेहां हो गई,
सारी बातें खत्म बस यहां हो गई,
क्या से क्या हो गये जिनकी खातिर,
बातें अब ये उनके लिये बचपना हो गयीं|
……………………………. Shubhashish(2005)
Tags: कला, कविता, मुक्तक, शायरी, शुभाशीष, शेर, Kavita, muqtak, shayari, Shayari - Muqtak, Sher, Shubhashish




बहुत गुस्सा लगता है बंधू क्या किया जा सकता है मुहब्बत चीज ही ऐसी है
क्या से क्या हो गये जिनकी खातिर,
बातें अब ये उनके लिये बचपना हो गयीं
सोलह आने सत्य..
***राजीव रंजन प्रसाद
http://www.rajeevnhpc.blogspot.com
lovely ji aur rajiv ji aap logo ko bahut bahut dhanyvad.
Aap bhool gaye shayad ke Galib sahib to bahut pehle hi farma gaya hain….
Ye ishq nahi asaan; itna hi samajh leeje,
ik aag ka darya hai aur doob ke jaana hai…!
Pr fir bhi yaad rakhna film Bobby ka woh geet…
Dard zamane me kum nahin milte
Sab ko mohabbat ke gam nahin milte….
Tootne wale dil hote hain kuchh khaas….
gane to movie me hote hai, jindgi koi rang manch nhi…….
kya baat hai rector sahab
aap ke aur mere khayalat kafi milte julte hain
mujhe bhi ye panktiyan bahut pasanad hai jo aap ne likhi hain
lata g ka ye geet “ankhiyon ko rahne de” to mujhe unke saare gaanon me se sabse jayada pasand hai
kamal kar diya aapni to yar .
aese hi lage raho panday bhai
yar naraj mat ho,
tari bat bachpana hai to,
bach pan mai kabhi galti ho gayi,
our tari prit kisiki mahebuba ho gayi……..